Roman script

ae mr. bolo miss kya hai tumhara naam naam

kahte hai mujhko raja aji kahte hai mujhko raja

mai bazata hu dil ka baza paidaish

mai paida hua jalandhar mai paida hua jalandhar

pata pata pata puchh ke karoge kya

pata puchh ke karoge kya kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bazata hu dil ka baza

dil ka tala ho ya tijori samjhi dil ka tala ho ya tijori 

bin chabi ke kholu mai gori

tere dil ka tala bhi mai kholunga

phir na kahna ho gayi dil ki chori 

karta hu jadu mantar mai chalu hu ek number

pata puchh ke karoge kya pata puchh ke karoge kya

kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bazata hu dil ka baza

o ho apne pe malik ki kam nazar hai

apne pe malik ki kam nazar hai

subah khaya sham ki fikar hai

apne liye rone wala kon hai

na gharwali hai na koi ghar hai phir bhi hu mastkalandar

na hitlar hu na shikandar pata puchh ke karoge kya

pata puchh ke karoge kya kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bazata hu dil ka baza

yu gusse se na dekho mar jayenge hum 

yu gusse se na dekho mar jayenge hum 

hans ke jo dekha tar jayenge hum 

mana humse chhoti si ye bhul ho gayi

rukne do ye gadi utar jayenge hum

aane do pori bandar ho jaunga chhumantar

pata puchh ke karoge kya kabhi bahar hu kabhi andar

kahte hai mujhko raja mai bazata hu dil ka baza

Explore this song