Roman script

kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya

kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya

tune mere tan man me kya bhar diya 

pyar ka ye rog diya kya kar diya 

pyar ka ye rog diya kya kar diya

tan pe na hath laga mann me na pyas jaga

are tan pe na hath laga mann me na pyas jaga

bachpan se mai hu baal brahmachari

chakkar chala kahi aur nari chakkar chala kahi aur nari

mai kya karu mujhko itna bata de bedardi dilbar koi to dawa de

hay mai kya karu mujhko itna bata de bedardi dilbar koi to dawa de

are tere liye doctor ko bulau wo jo kahe wo dawa le ke aau

bada nasamajh hai mera sathiya 

pyar ka ye rog diya kya kar diya

pyar ka ye rog diya kya kar diya

andar tere paap ki gaagri aise na bhatka mujhe sundari

andar tere paap ki gaagri aise na bhatka mujhe sundari

ye rog mera bada khas hai iski dawa bas tere paas hai

are maan mera kahna o kanya kunwari

chakkar chala kahi aur nari chakkar chala kahi aur nari

kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya

tune mere tan maan me kya bhar diya

pyar ka ye rog diya kya kar diya

bachpan se mai hu baal brahmachari

chakkar chala kahi aur nari

pyar ka ye rog diya kya kar diya

are chakkar chala kahi aur nari

Explore this song