Roman script

pahchan li jati hai raho mein 

tumhe meri banke dikhana padega

tumhe meri banke dikhana padega

jo wada kiya hai nibhana padega 

nibhana padega tumhe meri banke

mujhe tirchhi najro se hanske na dekho 

mujhe tirchhi najro se hanske na dekho 

ke yu dil kisi ka nishana padega 

jo wada kiya hai nibhana padega 

nibhana padega tumhe meri banke

kashish pe chillayegi betabi dil ki

kashish pe chillayegi betabi dil ki 

naav mein meri aa na padega 

jo wada kiya hai nibhana padega 

nibhana padega tumhe meri banke

Explore this song