Roman script

kaho dola utare kahar 

kahar kaho dola utare kahar 

dola utare dola utare kahar

kahar kaho dola utare kahar 

kahdo gagan se chanda ko ware

kahdo gagan se chanda ko ware

gaye pawan or nache sitare nache sitare

ghunghat uthaye bahar ghunghat uthaye bahar 

bahar kaho bahar kaho dola utare kahar

jhume umange sanso ke man me

jhume umange sanso ke man me

aaj khushi si jhalke nayan me

jhalke nayan me karti nanadiya pukar

karti nanadiya pukar

pukar kaho pukar kaho dola utare kahar

babul ki ghar se ghar ko piya ke

babul ki ghar se ghar ko piya ke

pahuchi hai gori bachpan bita ke

lekar umange hazar lekar umange hazar

bahar kaho bahar kaho dola utare kahar

kahar kaho dola utare kahar

Explore this song