Roman script

aashiq ho to aisa mit jaye jo pyar me

sau baar janam le tere liye tere ishq main mar jaaye

jo kiya na ho kisi aashiq ne kuch aisa kar jaaye

kahna hai tumse kahna hai rahna hai dil me rahna hai

khamosh palko tale sapne tumhaare pale

tumhi ho nazar me jigar me tumhi ho sanso me

tum ho dua me sada me tum hi ho baato me

kahna hai tumse kahna hai rahna hai dil me rahna hai

aao tumhe pyar du dono jahan vaar du

pari ho saba ho kali ho machalti shabnam ho

koi nasha ho maza ho suhana mausam ho

kahna hai tumse kahna hai rahna hai dil mainn rahna hai

sau baar janam le tere liye tere ishq main mar jaaye

jo kiya na ho kisi aashiq ne kuch aisa kar jaaye

sau baar janam le tere liye tere ishq main mar jaaye

jo kiya na ho kisi aashiq ne kuch aisa kar jaaye

kahna hai tumse kahna hai rahna hai dil me rahna hai

Explore this song