Roman script

kahiye kaisa mizaz hai aapka

hamse kya wasta hai janab ka

are are aap to bigadne lage

nahi nahi aapko samjhne lage

kahiye kaisa mizaz hai aapka

hamse kya wasta hai janab ka

are are aap  to bigadne lage

nahi nahi aapko samjhne lage

kahiye kaisa mizaz hai aapka

jis din se pyar hua dil bekarar hua

jina duswar hua teri kasam

yu na sataya karo dil na jalaya karo

kasme na khaya karo juthe sanam

tera diwana hu teri kasam

kya bharosha hai mardo ki jaat ka

kya irada hai aakhir janab ka

are are aap aap to bigadne lage

nahi nahi aapko samjhne lage

kahiye kaisa mizaz hai aapka

najro ne jan liya dil ne pahchan liya

lo hamne maan liya apna tumhe

muskil se bat bani dil ko bas hai ye khushi

tumne samjha to sahi apna hame

dekho ji  aise na dekho hame

sara jhagda tha itnii si bat ka

hamse kya wasta hai janab ka

are are aap aap to bigadne lage

nahi nahi aapko samjhne lage

kahiye kaisa mizaz hai aapka

ye rut ye pyara shama dil ki duniya hai jawa

ye bate roz kaha jane wafa

aise me dil bhi mera masti me jhum utha

halka halka sa nasha chhane laga

ab jindagi ka maja aane laga

hamse kya wasta hai janab ka

are are aap aap to bigadne lage

nahi nahi aapko samjhne lage

kahiye kaisa mizaz hai aapka

hamse kya wasta hai janab ka

Explore this song