Roman script

tere bina jeene me dil ka haal ye hoga

kaha thi ye khabar ek alvida kaha, roz hi bichhad raha tu humsafar

kahi se chali aa maan le kaha, lagaye na lage jiya, sathiya

kahi se chali aa maan le kaha, lagaye na lage jiya, sathiya

leharo me behate ho phoolo me khilte ho

chehre badal badal ke milte ho

abhi abhi rang ban ke chhaye shakho pe leharaye

kya mere sang tum yaha chale aaye

waqt ye rooth ke hath se chhut ke phir aaye na aaye

kahi se chali aa maan le kaha, lagaye na lage jiya, sathiya

mai hi to thi, thi wo ghata, hum dhoop me jo chhaye the

nazar kaise aati tumhe, main hawa ban ke aayi thi 

lagati hai tumhare seene se jagti hu soti hu 

jab koi hota nahi mere paas hote ho

ek tere bina sune hain do jahaan, tu jane na jane 

na teri aahate hai na teri sada

hota hai koi kya aise bhi juda

kahi se chali aa maan le kaha, lagaye na lage jiya, sathiya

kahi se chali aa

Explore this song