Roman script

kahi ek roz mil jaye 

kahi ek roz mil jaye 

agar humko khuda apna 

to daman tham kar puche

nasiba kya likha apna

kahi ek roz mil jaye

hath na aayi khak bhi uski

dil ne tamnna ki thi jis manjil ki

barsi aankho se barsaate

aag bujhi na fir bhi karte hai yaki

sawan ka tha mast mahina

jab aasiyana jala apna

kahi ek roz mil jaye 

agar humko khuda apna 

to daman tham kar puche

nasiba kya likha apna

kahi ek roz mil jaye

Explore this song