Roman script

lo chal gaya haay

lo chal gaya haay

unka nishana chalo mana

kahi aar kahin paar hua

lo chal gaya haay

unka nishana chalo mana

kahi aar kahin paar hua

yun ban gaya haay

jine ka bahana dil lagana

kahi aar kahin paar hua

lo chal gaya

baar baar milte hai

lekin nai ek ada se

ye nain dono ke

fir bhi rahe roz pyaase

humko unse hai

unko humse hai

itni shikaayat haai o o 

lo chal gaya haay

unka nishana chalo mana

kahi aar kahin paar hua

lo chal gaya

yun to hota hai

chahat ka har gham suhana

ye dard kaisa hai

mushkil hai sab ko batana

dil lagaoge, jaan jaaoge

dil ki lagi haay o o

lo chal gaya haay

unka nishana chalo mana

kahi aar kahin paar hua

yun ban gaya haay

jine ka bahana dil lagana

kahi aar kahin paar hua

lo chal gaya, lo chal gaya haay

lo chal gaya

Explore this song