Roman script
ham tino shaitan bade hai lekin ham hai ram bade hai hamne tumko bada sataya, tumne hamko gale lagaya madam tum jiti ham hare, kaan pakadte hain ham sare bhul hamari maf karo abb has do gussa chhod o chhote chhote dil naa todo didi tum ham sab ki jaan ho, bin ma ke bacho ki ma ho kahi se aayi rani kahi se aaya raja toh jhumo nacho gao bajao band baja kaha se aayi rani kaha se aaya raja naa koi khidaki naa koi darwaja kahi se aayi rani kahi se aaya raja toh jhumo nacho gao bajao band baja too mahalo ki rani mai galiyo kaa raja aa khele raja rani ka ye khel aaja woh jadugar hai ke jadu joh chalaye najare jhum uthe ke phul muskuraye use duniyawale pahad kehte hain use yeh dilwale pyar kehte hain naye naye sathi nayi nayi raahe chalo sath milkar lo tham lo yeh baahe ke bahe tham ne se yeh phul khilte hain yeh phul khilne se yeh dil milte hain kahi se aayi rani kahi se aaya raja toh jhumo nacho gao bajao band baja kahi se chidiya ne churaya ek dana are o kale kauwe naa shor machana oh luk chup jana makai kaa dana o raje ki beti too abhi naa aana mai bolu i love you, tum bolo i love you chaloji gate hanste waha pe chalte hain yeh pyar wale jadu jahan chalte hain kahi se aayi rani kahi se aaya raja toh jhumo nacho gao bajao band baja kahan se aayi rani kaha se aaya raja naa koi khidaki naa koi darwaja kahi se aayi rani kahi se aaya raja toh jhumo nacho gao bajao band baja too mahalo ki rani mai galiyo kaa raja aa khele raja rani ke khel aaja lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Shweta
- Singer: Shraddha Pandit
- Singer: Kavita Krishnamurthy
- Singer: Amit Kumar
- Film / album: Raju Chacha (2000)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Kajol
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Govind Namdeo
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Johny Lever
- Actor: Smita Jaykar
- Actor: Shahbaaz Khan
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Mayur
- Actor: Usha Bachani
- Actor: Mahesh Gupta
- Actor: Navin Bawa
- Actor: Adi Irani
- Actor: Vikas Anand
- Actor: Gulshan
- Actor: Master Harsh Lunia
- Actor: Master Kingshuk Vaidya
- Actor: Baby Sakshi Sem
- Actor: Master Kewalya Chedha
- Actor: Moses
- Actor: Baby Neha
- Actor: Vaidya
Song video
singer: Shweta, Shraddha Pandit, Kavita Krishnamurthy, Amit Kumar
actor: Ajay Devgan, Kajol