Roman script

kahi nahi suni nahi ik aisi daastaan
kehane chali hai yeh jubaan
jhuti nahi sach bhi nahi ik aisi daastaan
kehane chali hai yeh jubaan
pehchaana sa woh ajanabi, iss tarah
pehale kabhi na mila pehale kabhi na mila
woh bawafa ya bewafa hai kisko yeh parwaah
chehara wahi par woh nahi, dil ko 
dhoka de rahi kya nazar dhoka de rahi kya nazar
behrupiya hai yeh jahaan, khud se hi khud bekhabar
kahi nahi suni nahi ik aisi daastaan
kehane chali hai yeh jubaan

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Mrityunjay Kumar Singh, Arindam Nandy, Gautam Nag, Sanjeev Tiwari, Vibha Singh