Roman script

kahi nahi suni nahi ik aisi daastaan

kehane chali hai yeh jubaan anhoni daastaan

kabhi kahi jameen pe anjaane ek insaan o o o

agar mil jaaye toh socho hoga kya

pehchaana sa woh ajnabi, iss tarah pehale kabhi na mila

ho bawafa ya bewafa kisiko na hai pata, na parwaah

jhuti nahi sach bhi nahi ik aisi daastaan

jaane chhipi thi yeh kahaan anhoni daastaan

kabhi kahi kareeb ho o ho ho

ho jaati hai uname duriya

chehara wahi par woh nahi, dil ko dhoka de rahi kya nazar

behrupiya hai yeh jahaan, khud apne khel se hai bekhabar

na na na na na na

bani nahi bikhari nahi ik aisi daastaan

kehane chali hai yeh jubaan anhoni daastaan

kabhi kahi jameen pe anjaane ek insaan o o o

agar mil jaaye toh socho hoga kya

ik aisi daastaan

kahi nahi suni nahi ik aisi daastaan

kahi nahi suni nahi ik aisi daastaan

kehane chali hai yeh jubaan

jhuti nahi sach bhi nahi ik aisi daastaan

kehane chali hai yeh jubaan

pehchaana sa woh ajanabi, iss tarah pehale kabhi na mila 

woh bawafa ya bewafa hai kisiko yeh parwaah

chehara wahi par woh nahi, dil ko dhoka de rahi kya nazar

behrupiya hai yeh jahaan, khud se hi khud bekhabar

kahi nahi suni nahi ik aisi daastaan

kehane chali hai yeh jubaan

Explore this song