Roman script

kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana

kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana

daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana

daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana

kivdiya na khatkana

jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani

jab se bihayi tab se na aayi ek bhi raat suhani

pihu gai pardesh kamane

pihu gai pardesh kamane suni chhod javani

royi rat rat  

roye rat rat chunri ka palla, ghunghatva utha jana 

roye rat rat chunri ka palla, ghunghatva utha jana 

kivdiya na khatkana

pichli raat padosi ke ghar laal jale jab batti

pichli raat padosi ke ghar laal jale jab batti

khidki ke parde par dekhu, dekhu meri daiya

ha dekhu meri daiya, khidki ke parde par dekhu

chhayayein do milti, jiya karta hai 

jiya karta hai

zor se chillaana bachana mujhe bacha na

jiya karta hai

zor se chillaana bachana mujhe bacha na

kahi ho na mohalle me halla

kivdiya na khatkana, kivdiya na khatkana

savan sukha fagun fika, holi na diwaali

savan sukha fagun fika, holi na diwaali

sakhiyo ke ghar kaga bole, kaga bole kaga bole

sakhiyo ke ghar kaga bole, yaha pe billi kaali

mai to funk funk

mai to funk funk, haari re chulha

sabr kab tak uthana

mai to funk funk, haari re chulha

sabr kab tak uthana

kivdiya na khatkana

aaga tala pichhe tala band sabhi darwaaje

aaga tala pichhe tala band sabhi darwaaje

chabi mere pas nahi hai payalia jab baje

payalia jab baje rama payalia jab baje

chabi mere pas nahi hai payalia jab baje

jis khidki ka

jis khidki ka parda lage khulla 

usi se tum aa jana

jis khidki ka parda lage khulla 

usi se tum aa jana

kahi ho na mohalle me halla kivdiya na khatkana

daewajje pe tala hai lalla pichvade tai aa jana

kivdiya na khatkana

Explore this song