Roman script

kahi dekha na kahi dekha na dekha shabab aisa

kahi dekha na baagi shbaba aisa

tera phatar sa dil aur nazare katil

tera phatar sa dil aur nazare katil

par chehra gulab jaisa haye haye 

samjho na mujhe samjho na samjho janab aisa

mai to shola hu shola gulab kaisa

pass jo aaoge khak ho jaoge

pass jo aaoge khak ho jaoge

laga mera jabab kaisa are jaa

kahi dekha na kahi dekha na 

dekha shabab aisa

kahi dekha na baagi shbaba aisa

ye kamar ye najar ye kamar ye najar

ye umar ye lahar katil ye surat suhani 

suhani logi meri jaan jaani

are ye hawas ye chubhan ye hawas ye chubhan

ye nasha ho hiran badke jo meri jawani diwani

ho jaye phatar bhi paani ye akad wah re wah

ye akad wah re wah dekho dekho zara chori mare

ruaab kaise hay hay samjho na mujhe samjho na

samjho janab aisa mai to shola hu shola gulab kaisa

ye lachak ye khanak ye lachak ye khanak

ye chamak ye dhamak shole si dahaki jawani o rani

pi jaunga kerke paani besharm bejulm 

besharm bejulm ye sitam ye bharam

tutegi ye badgumani purani tu kya kare aag pani

mujhe yu chedo na mujhe yu chedo na

varna jayegi jaan hoga khana kharab aisa ja re ja 

kahi dekha na dekha shabab aisa

kahi dekha na baagi shbab aisa

tera phatar sa dil aur najare katil

tera phatar sa dil aur najare katil

par chehra gulab jaisa haye haye 

samjho na mujhe samjho na samjho janab aisa

mai to shola hu shola gulab kaisa

Explore this song