Roman script

chutki bhar se pal me beeti

jaise koi kahani

main bhi dekhu, tu bhi dekhe

aankho ki hai jubani

main bhi suno, tu bhi sune

chahti kya hai jawani

o dard me bhi

pal do pal me karti koi beimani

to shuru kahani, do pal kahani

baate na maani, aankhe na maani

to shuru kahani, do pal kahani

baate na maani, aankhe na maani wou wou

chup labo se hoti baate

baate koi anjani

kuch kaho tum, kuch kahu main

to zindagi pyari ho jaani

baaho me bhar ke kah du tumse

mere dil ko pareshani

mile na tum jo zindagi me

to zindagi jaise begani

to shuru kahani, do pal kahani

baate na maani, aankhe na maani

hai wahi dil me jiska bhi

jikar hua yu kahin

main kya kahu

dil ne khud se hi

tujhko hai aawaz di

ab jo main hu

aur jo tum ho

do dilo ki hai jubani

jo khud me dekhu

to tu dikhe hai

dillagi tujhse kar jaani

baaho me bhar ke kah du tumse

hai mere dil ko pareshani

mera tum jo zindagi me

to zindagi jaise begani

to shuru kahani, do pal kahani

baate na maani, aankhe na maani

to shuru kahani, do pal kahani

baate na maani, aankhe na maani

to shuru kahani

Explore this song