Roman script

chup rah kar bhi ye sab kahti hai

sab kuch kah kar bhi chup hi rahti hai

kabhi aankho se karke ishara

kabhi baho ka deke sahara

mera in raho se rishta koi

anjana sa purana kissa koi

inse jo puchhu to 

ye kahegi  meri kahani

o taxi ke hai bhawre ga rahe

kitni jaldi me hai ja rahe 

manjil kaha hai na kisi ko hai pata

sharan ki ghanti isharo me

kisse kisi ke chhupa rahi hai

dil se suno to ye sab kuch degi bata

mera in raho se rishta koi

anjana sa purana kissa koi

inse jo puchhu to 

ye kahegi  meri kahani

sadko par iski sapne chalte hai 

sakho jate hai do sach bante hai

yahi rahe kabhi zanzire

kabhi hatho ko ye lakire 

mera in raho se rishta koi

anjana sa purana kissa koi

inse jo puchhu to 

ye kahegi  meri kahani

Explore this song