Roman script

kahan kho gaya hai dil meraa, kahan kho gaya hai kya pata

dur kahee dur kwabo kee duneeya ke

rasto pe bass yu hee chal pada - (2)

hain shamse badalo me namee, aa dhundale khayisho kee jamee

aa jara, aa bhee ja - (2)

subah se karu mai kya baya, huwa sath mere kya huwa

dur kahee dur kwabo kee duneeya ke

raston pe bass yu hee chal pada - (2)

hain bajuton me yeh aahe teree, aa sun jara sard aahein meree

too nasha too wafa, too wafa too duwa

khata naa kare ho abb subah, ruki rat kab hai bewajah

dur kahee dur kwabo kee duneeya ke

raston pe bass yu hee chal pada - (2)

kahan kho gaya hai dil meraa, kahan kho gaya hai kya pata

dur kahee dur kwabo kee duneeya ke

raston pe bass yu hee chal pada - (2)

Explore this song