Roman script

har kadam par koi katil hai, kahan jaye koi 

har kadam par koi katil hai, kahan jaye koi 

jinda rehna 

jinda rehna, bada mushkil hai,kahan jaye koi

har kadam par koi katil hai, kahan jaye koi

hale-e-dil koi chuppaye to, chuppaye kaise

jakhm ko phul bataye to, bataye kaise

uthke mehfil se

uthke mehfil se, koi jaye, toh jaye kaise

koi rasta hai, naa manjil hai, kahan jaye koi

har kadam par koi katil hai, kahan jaye koi

yeh ghadi jis me,naa mera, naa tumhara hai koi

koi hamdard nahi hai, naa sahara hai koi

koi umeed nahi hai

koi umeed nahi hai, naa ishara hai koi

soch me duba hua dil hai,kahan jaye koi

har kadam par koi katil hai, kahan jaye koi

jinda rehna bada mushkil hai, kahan jaye koi

har kadam par koi katil hai, kahan jaye koi

Explore this song