Roman script

kaha jaa raha tha, kaha aa gaya hu

kaha jaa raha tha, kaha aa gaya hu

na mujhko pata hai, na dil ko khabar hai

koi khida na, koi inthaa hai

safar ye mohabbat ka, kaisa safar hai

kaha jaa raha tha, kaha aa gaya hu

kaha jaa raha tha 

vo rangin nagma kaha kho gaya hai

vo rangin nagma kaha kho gaya hai

mera saaj khamos kyo ho gaya hai 

vo jazba jo muskil se maine jagaya

vo jagte jagte so gaya hai

na johka hawa ka, na pheli si khusbu

ye phulo ki basti, ya kato ka ghar hai

kaha jaa raha tha, kaha aa gaya hu

kaha jaa raha tha, kaha aa gaya hu

vo jis ke liye ye andhre kharide

vo jis ke liye ye andhre kharide

ujale ki kimat bhi us ko bata du

kabhi zindagi ki dua di thi jisko

use bewafai ki kya mai saja du 

kabhi zindagi ki dua di thi jisko

use bewafai ki kya mai saja du 

saja du saja du  

yha se na aane na jane ka rasta 

mager katal ke vaste rahe hai gujar

mager katal ke vaste rahe hai gujar

mager katal ke vaste rahe hai gujar

mager katal ke vaste rahe hai gujar

Explore this song