Roman script

kahan ho tum, mujhe batao

jara karib se pukaro

kahan kahan na dhundhu tumko

main aanwara darbadar

najar aa aaye, tum agar

chhup gaye ho tum kahan, ho tum kidhar

ab to dil hai tapta sahra

dariya aankho ki nami

yaado ka laga hai pahra, har kahin

jana tumse tha jo roshan

mera pyar pe yaki

ghum hai kahan, kal tak to tha yahi

o humnashi

tumhi ne to kaha tha mujhse

subah nayi to aayegi

isi ummed ke sahare

kar raha hu rahgujar

kaho kahan ho humsafar

chhup gaye ho tum kahan, ho tum kidhar

ab to dil hai tapta sahra

dariya aankho ki nami

yaado ka laga hai pahra, har kahin

jana tumse tha jo roshan

mera pyar pe yaki

ghum hai kahan, kal tak to tha yahi

o humnashi

mujhe aawaz do, mere khaabo ke saharo

phir se aawaz do

kahan ho tum pukaro

o mere khaabo ke saharo

mujhe tum pukaro

tumse tha jo roshan

mere pyar ka yaki

ghum hai kahan, kal tak to tha yahi

ab to dil hai tapta sahra

dariya aankho ki nami

yaado ka laga hai pahra, har kahin

jana tumse tha jo roshan

mera pyar pe yaki

ghum hai kahan, kal tak to tha yahi

o humnashi

Explore this song