Roman script

kaha chala ae dost ye jahaan apni duniya chhod kar

hai kasam loat aa aise na jaa tu yu muh mod kar

bewafa jindagi me tha tera sahaara

maut ki kashti ka na jaane konsa kinaara

ek din toh tha bichhadna par kyu bichhde hai aaj

na sahi jasye duri teri aa laut ke aaja na

kaha chala ae dost ye jahaan apni duniya chhod kar

dhup me bhi chhao thi apni dosti ki

gam me bhi kayi khushiya thi apne sapno ki

aansu ki barsaat me woh kahani beh gai

beete din bhi woh jal rahe hai aag jo dil me lagi

kaha chala ae dost ye jahaan apni duniya chhod kar

hai kasam loat aa aise na jaa tu yu muh mod kar

kaha chala ae dost ye jahaan apni duniya chhod kar

Explore this song