Roman script

kahani ban gayi
kahani ban gayi
mori tum sang aankh milani
kahani ban gayi
mori tum sang aankh milani
kahani ban gayi
ji na bhara
ji na bhara akhiya bhar aayi 
ji na bhara
ji na bhara akhiya bhar aayi 
dard ki ghor ghataye chhayi 
dard ki ghor ghataye chhayi 
aansu mile nishani 
aansu mile nishani 
mori tum sang aankh milani
kahani ban gayi
mori tum sang aankh milani
kahani ban gayi
dekho ji ab chhod na jana 
dekho ji ab chhod na jana 
hum roye aur hanse zamana 
hum roye aur hanse zamana 
o ulfat ke bani 
o ulfat ke bani 
mori tum sang aankh milani
kahani ban gayi
mori tum sang aankh milani
kahani ban gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube