Roman script

kaha wo bachpan kaa pyara sapna

kaha wo bachpan kaa pyara sapna

swarg bhari wo prem ki raina 

swarg bhari wo prem ki raina

kaha wo bachpan kaa pyara sapna

bagiyan me miljul ke jana

phulo kaa wo mahal banana

bagiyan me miljul ke jana

phulo kaa wo mahal banana

dulha dulhan ban byah rachana 

dulha dulhan ban byah rachana

aanchal dhal ko jan me phirna pyara sapna

kaha wo bachpan kaa pyara sapna

hay achanak huwa savera 

jag maya ne man ko ghera 

hay achanak huwa savera 

jag maya ne man ko ghera

ujad gaya wo rain basera 

ujad gaya wo rain basera

tut gaya hanso kaa daila 

tut gaya hanso kaa daila

kaha wo bachpan kaa pyara sapna

swarg bhari wo prem ki raina 

swarg bhari wo prem ki raina 

kaha wo bachpan kaa pyara sapna

ab wo din hai naa prem ki rate

yaad magar hai pyar ki bate

ab wo din hai naa prem ki rate

yaad magar hai pyar ki bate

man lene ki bholi ghate 

man lene ki bholi ghate 

laj bhare tore do naina 

laj bhare tore do naina

pyara sapna

Explore this song