Roman script

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva

laye yaad piya ki 

o laye yaad piya ki badarva

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva bairi

pyasi dharti nain bichhaye

pyasi dharti nain bichhaye

tadap tadap ke bulaye badarva

bulaye badarva

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva

palkan me asuvan ki ladiya

ho palkan me asuvan ki ladiya

take raah saajan ki badarva

take raah saajan ki badarva

saajan ki badarva

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva

sukhe honth aur khali pyale

ho sukhe honth aur khali pyale

roj pukare kaare badarva

kaare badarva

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva

laye yaad piya ki 

laye yaad piya ki badarva

kaha se aaye badarva bairi

kaha se aaye badarva bairi

Explore this song