Roman script

kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai 

hami se puchh lo hamari iltja kya hai

kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai 

kaha jata nahi

khudai hai to duniya mein khuda ka naam baki hai 

agar duniya hi mit jaye 

khuda mein fir daga kya hai 

kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai 

kaha jata nahi

jale armaan unki raakh bhi 

udkar kaha pahuncha

jale armaan unki raakh bhi 

udkar kaha pahuncha

dile nadan ab viraniyo mein 

dhundhta kya hai 

kaha jata nahi tumse tumhara mudda kya hai 

kaha jata nahi

Explore this song