Roman script

kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan 

pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan 

kal ke raaja aaj bhikhari ye kaisa anyaay 

bhukh ki maaya aisi hai jo sant ko chor bnaaye 

duniya me kodhi ke badle duniya me kodhi ke badle 

bikta hai imaan 

kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan 

pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan 

jivan bhar sansaar me sachaa pag pag thokar khaaye 

chl aur kapat ke bal par jhutha jag me mauj udaaye 

kya sansaar ke daata teri kya sansaar ke daata teri 

yahi hai jag me shaan 

kaha ho duniya ke bhagwanduniya ke bhagwan 

pukare tujhay teri santaan kaha ho duniya ke bhagwan

Explore this song