Roman script
kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya nishana ho nishana kaha hai kaha hai kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya nishana ho nishana mai usko na chodungi mai uska dil todungi dil ka rishta jodungi sunle aye jamana kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya nishana ho nishana tu to ud jayega mere daman ki hawa se tu to ud jayega mere daman ki hawa se tujh pe chalau teer kya mai nigah se or koi mastana hai jo mera hai diwana waise to anjana hai par dost mera purana kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya nishana ho nishana bato se bachega meri ghato se bachega bato se bachega meri ghato se bachega kab tak wo mastana mulakato se bachega chakri basilne ka dil ka gulshan khilne ka ek na ek din milne ka ban jayega bahana kaha hai wo diwana mujhe jisne banaya nishana ho nishana kaha hai kaha hai
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Loafer (1973)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Dharmendra
- Actor: Mumtaz
- Actor: Keshto Mukherjee
- Actor: Premnath
- Actor: Iftekhar
- Actor: Omprakash
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Mukri
- Actor: Madhoo
- Actor: Madan Puri
- Actor: Hiralal
- Actor: K N Singh
- Actor: Roopesh Kumar
- Actor: Anil Dhawan
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Padma Khanna
- Actor: Faryal Manmohan
- Actor: V Gopal
- Actor: Sherry
- Actor: Rani
- Actor: Raj Rani
- Actor: Bhushan Tiwari
- Actor: Raaj Kumar
- Actor: Kirti Kumar
- Actor: Rajesh
- Actor: Sailesh
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Ramesh Kumar
- Actor: Bhupendra
- Actor: Anwar Hussan
- Actor: Tiwari
- Actor: Manmohan
Song video
actor: Dharmendra, Mumtaz