Roman script

kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya

sir par liye gagariya

kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya

sir par liye gagariya

chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya

chhodo mori dagariya

chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya

chhodo mori dagariya

varindavan ki kunj galin me aao raas rachaye

jamuna tath par chalkar sajni geet milan ke gaye

main hu gwala murliwala tum ho meri gujariya

main hu gwala murliwala tum ho meri gujariya

tum ho meri gujariya

kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya

sir par liye gagariya

paniya baran ko jati hu main dekhe sakhiya sagri

dekhe sakhiya sagri

chhed chhad me tut na jaye maati ki hai gagri

maati ki hai gagri

chhail chhabile shyam hatile 

chhal na karo sanwariya

chhaial chhabile shyam hatile 

chhal na karo sanwariya

chhal na karo sanwariya

chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya

chhodo mori dagariya

o radha rani roop saja ke preet jata ke 

bandhi prem ki dhori

o bansi wale bansi baja ke chhab dikhlake 

tumne ki chit chori

hum dono ki prem kahani jane sari nagariya

hum dono ki prem kahani jane sari nagariya

jane sari nagariya

kaha chali o brij ki bala sir par liye gagariya

sir par liye gagariya

chhed karo na o nandlala chhodo mori dagariya 

chhodo mori dagariya

Explore this song