Roman script

kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke

mai to neem tale aa gai bahana kar ke 

mai to neem tale aa gai bahana kar ke 

kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke 

mai to neem tale aa gai bahana kar ke 

mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji

mujhe chhod ke jate ho ji bade ho bewafa

mujhe chhod ke jate ho ji bade ho bewafa

gale dal bahe roungi ho jaungi khafa

gale dal bahe roungi ho jaungi khafa ho jaungi khafa

na satao mujhe na satao mujhe ishq me diwana kar ke

mai to neem tale aa gai bahana kar ke 

kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke 

mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji

meri baat meri jhuki jhuki ankho ne kahi

meri baat meri jhuki jhuki ankho ne kahi

tumhe pyar kar ke haye mai kahi ki na rahi 

tumhe pyar kar ke haye mai kahi ki na rahi 

kahi ki na rahi tumhe kya mila ji tumhe kya mila ji

shamma ko parwana kar ke 

mai to neem tale aa gai bahana kar ke

kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar ke 

mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji

mere hotho ki muskan piya tere liye hai

mere hotho ki muskan piya tere liye hai

mera dil meri jaan piya tere liye hai

mera dil meri jaan piya tere liye hai piya tere liye hai 

chin liya mujhe chin liya mujhe duniya se begana kar ke

mai to neem tale aa gai bahana kar ke 

kaha chale ji kaha chale ho ji pyar me diwana kar

ke mai to neem tale aa gai bahana kar ke kaha chale ji

Explore this song