Roman script

kah do kah do kali kali badli daraye na

jhum jhum umad umad ke aaye na

kah do kah do kali kali badli daraye na

jhum jhum umad umad ke aaye na

ghata ghanghor ghor ghir ghir aaye

ghir ghir ghirne lage jharokhe

ghata ghanghor ghor ghir ghir aaye

ghir ghir ghirne lage jharokhe

ho aaja milne ke aur kaun roke

ho aaja milne ke aur kaun roke

sawan suhana sansar ko suhane

piya piya bol ke papiha gaye

piya piya bol ke papiha gaye

dil mera ghadi ghadi bhar bhar aaye

dil mera ghadi ghadi bhar bhar aaye

jab tak balam mora ghar aaye na

jab tak balam mora ghar aaye na

kah do kah do kali kali badli daraye na

jhum jhum umad umad ke aaye na

chunri ranga de mohe aazma le

boda ke lari chalaike

boda ke lari chalaike

tori huzuri me phir aaungi more balma

tori huzuri me phir aaungi more balma

mathe pe tala lagaike

mathe pe tala lagaike

dunia ki najar lag jaye na

haye lag jaye na

jhum jhum umad umad ke aaye na

kah do kah do kali kali badli daraye na

jhum jhum umad umad ke aaye na

Explore this song