Roman script

kafir najar takrai dil ki hui ruswai

thi aankho ki khata par dil ne saja pai

kafir najar takrai dil ki hui ruswai

thi aankho ki khata par dil ne saja pai

kafir najar takrai

na wahsat na junu tha ke pahle to na yu tha

na wahsat na junu tha ke pahle to na yu tha

hamare dil ka aalam bada hi fursuku tha

gazab ho gaya chilman tune sarkayi

kafir najar takrai dil ki hui ruswai

thi aankho ki khata par dil ne saja pai

kafir najar takrai

duhai hai khudaya ye acha nam paya

duhai hai khudaya ye acha nam paya

ke logo ne hamara taruf kyu karaya

udhar dekhiye wo baithe hai saudai

kafir najar takrai dil ki hui ruswai

thi aankho ki khata par dil ne saja pai

kafir najar takrai

ye charcha aam hoga sawere sham hoga

ye charcha aam hoga sawere sham hoga

jamane ke labo par hamara nam hoga

lage dhoondhne hum mahfil me tanhai

kafir najar takrai dil ki hui ruswai

thi aankho ki khata par dil ne saja pai

kafir najar takrai dil ki hui ruswai

thi aankho ki khata par dil ne saja pai

kafir najar takrai

Explore this song