Roman script

kafas ki kaid me

kafas ki kaid me

hum ko hai yaade aashiya baki

hai yaade aashiya baki

abhi hai aashiya me

muskurane ki nisha baki

kafas ki kaid me

tumhara karwa manzil pe ja pahucha

daha pe ja pahucha daha pe

tumhara karwa manzil pe ja pahucha

daha pe ja pahucha daha pe

tumhare pe, tumhare pe lipatne ko

hai garde karwa baki

hai garde karwa baki

kafas ki kaid me

jinhe jalna hai wo jal jal ke bujhte

aur bhi jalte hai to bujhne par bhi jalte hai

jinhe jalna hai wo jal jal ke bujh le

aur bhi jalte hai to bujhne par bhi jalte hai

ke shama bujh chuki hai

ke shama bujh chuki hai

aur hai uska dhuaa baaki 

aur hai uska dhuaa baaki 

kafas ki kaid me

pahunchne ko pahunch jaunga manzil par

magar us din

pahunch jaunga par us din

ke manzil hogi manzil par

ke manzil hogi manzil par

hai manzil ka nisha baki

hai manzil ka nisha baki

kafas ki kaid me

hum ko hai yaade aashiya baki

hai yaade aashiya baki

Explore this song