Roman script

kachchiya kaliyan na tod we 

kachchiya kaliyan na tod we 

banne de ful o bairiya o bairiya 

hat aanchal mera chhod we

hat aanchal mera chhod we

mat kar ye bhul o bairiya o bairiya

kachchiya kaliyan na tod we 

na tod we 

shishe jaisi resham jaisi

is payal ki chham chham jaisi 

shishe jaisi resham jaisi

is payal ki chham chham jaisi 

mai hun najuk shabnam jaisi 

mai hun najuk shabnam jaisi 

ho tera mera kya jod we 

tera mera kya jod we 

mat kar ye bhul o bairiya o bairiya

kachchiya kaliyan na tod we na tod we 

kore kagaj si mai kori bholi bhali gav ki gori 

kore kagaj si mai kori bholi bhali gav ki gori 

na karo mujhse jora jori na

na karo mujhse jora jori na 

o mera dil wapas mod we

mera dil wapas mod we 

mat kar ye bhul o bairiya o bairiya

kachchiya kaliyan na tod we 

kachchiya kaliyan na tod we 

banne de ful o bairiya o bairiya

kachchiya kaliyan na tod we na tod we

Explore this song