Roman script

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

ik baar hui jo dosti 

ik baar hui jo dosti chodi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

ik baar hui jo dosti

ik baar hui jo dosti chodi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

maine tujhe tune mujhe chaha koi chori nahi ki

maine tujhe tune mujhe chaha koi chori nahi ki

mai bhi razi tu bhi razi hamne jora jori nahi ki

pyar to hoke rahega ispe na koi jor hai

koi na jane sanam ye to aisi dor hai

jud jati hai ye to khud bakhud

jud jati hai ye to khud bakhud jodi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

maine kaha tumne suna hamne kisi ko na bataya 

maine kaha tumne suna hamne kisi ko na bataya

dhire dhire haule haule maine tujhe dil me basaya

na bujhane se bujhegi aag hai aisi lagi

badhti jayegi sanam pyaas hai aisi jagi

is mod se mauje mohabbat kabhi

is mod se mauje mohabbat kabhi modi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

kachi kali kachnar ki todi nahi jati

Explore this song