Roman script

ye safar ye imtiha bezuba meri dasta

jeene ka ye hai fhalsafa

gam me bhi khushiyo ki sada, hai yaha

jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda

khoyi si hai yaha sab ki dua, kabul fiza ye hai kabul fiza

lamho me jeene ka nisha, khwaabo me dhunde aashiya

har ek najar har dil hai tanha

soyi hui aakho ka sapna, hai yaha

jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda

khoyi si hai yaha sab ki dua, kabul fiza ye hai kabul fiza

ha khuda ke bande hum, khuda ke sajde me gam

khuda ki rehmat ki dhun, gate hai hum aur tum

oh khuda ki mehfil mei aa, khuda ko apna bana

dekh kaise khuda banaye tujhko, aakhir se insaan khoya kaha

teri zamin tera jaha, hai yaha

kabul fiza ye hai kabul fiza, dekho zara ye hai kabul fiza

teri jami tera hai jaha, kabul fiza ye hai kabul fiza

jane khuda na jaane kuda, ye jo hua kya jane khuda

khoyi si hai yaha sab ki dua, kabul fiza ye hai kabul fiza

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song