Roman script
Sab janme ek beej se Sabki mitti ek Mann mein duvidha padh gayi Ho gaye roop anek Ho gaye roop anek Jo tu sachcha baaniya Sab se ek saa bol Oonch-neech ko chhod de Ek baraabar tol Ek baraabar tol Unche kul ke kaaran tu Duniya bhool raha Jab tan mitti ho jaayega Tab kul ka hoga kya Tab kul ka hoga kya Kehet Kabir na garv kar Naa kisi ki hansi udaa Abhi teri bhi naiyya samudr mein Jaane kya ho jaaye Jaane kya ho jaaye!
Explore this song
- Singer: Keerti Sagathia
- Film / album: Satyamev Jayate (TV Series)
- Composer: Ram Sampath
- Lyricist: Munna Dhiman