Roman script

kabhi yad karke gali par karke

chali aana hamare angana, chali aana hamare angana

raja mere man ke teri rani banke

chali aau tumhare angana, chali aau tumhare angana

naata lagake ab muh na modna

naata lagake ab muh na modna

chadti jawani me wada na todna

ab muh na modna

rani ru dhu ke rani kabhi ru dhu ke

chali aana hamare angana

kabhi yad karke gali par karke

chali aana hamare angana

teri hi khatir to nikli hu ghar se

ab dur na hona meri najar se nikli hu ghar se

apna ghar janke ban than ke

chali aau tumhare angana

raja mere man ke teri rani banke

chali aau tumhare angana

andhiyari raat me mai hu kinare

ghar mera soona tumko pukare mai hu kinare

ghadi gin gin ke jara ban than ke

chali aana hamare angana

kabhi yad karke gali par karke

chali aana hamare angana

aaungi raste me der na karungi

mala pehnaungi pihu bharungi der na karungi

baad din thanke tumhe saiya man ke

chali aau tumhare angana

raja mere man ke teri rani banke

chali aau tumhare angana

Explore this song