Roman script

kabhi tumne kisi ko fansa, kabhi hamne kisi ko fansa

ye pyar me saudebazi tamasha hai tamasha

kyu pyar me karna dhokha kuy yar ko dena jhasa

he daulat se tol kar

daulat se tol kar dil ka na mol kar

kimat ka pyar ki log jatayengfe

sauda to ho chuka

sauda to ho chuka dil se dildar ka

sauda ye pyar ke hath na aayenge

wo kasie jite bazi jo faike ulta pasa

wo kasie jite bazi jo faike ulta pasa

kabhi tumne kisi ko fansa, kabhi hamne kisi ko fansa

ye pyar me saudebazi tamasha hai tamasha

sone ki dhup ye

are sone ki dhup ye chandi ki chandani

dunia me pyar to ras nahi aaye

heere ke nur se

heere ke nur se moti ki aag se

diwane pyar ki pyas na bujh paye

hai pyas jise daulat ki dunia me mare wo pyasa

hai pyas jise daulat ki dunia me mare wo pyasa

ye pyar me saudebazi tamasha hai tamasha

kyu pyar me karna dhokha kuy yar ko dena jhasa

ye pyar me saudebazi tamasha hai tamasha

he shadi ki bat kya

he shadi ki bat kya kudiya ka khel hai 

ruho ka mel hai ye to jaen ja

gairo ke hath me

gairo ke hath me dedu ye hath kyu

manu wo bat kyu 

manu wo bat kyu dil jo mane na

jo aap ho dil ka dusman de usko kaun dilasha

jo aap ho dil ka dusman de usko kaun dilasha

kabhi tumne kisi ko fansa, kabhi hamne kisi ko fansa

ye pyar me saudebazi tamasha hai tamasha

ye pyar me saudebazi tamasha hai tamasha

tamasha hai tamasha tamasha hai tamasha

Explore this song