Roman script

kabhi tum aag kabhi tum pani

haye kya cheez ho dilwar jani

isi pe to dil wil sab mera le liya

hat diwane maine bura kya kiya

hat diwane maine bura kya kiya

kabhi kabhi aag hu kbhi kabhi pani

mai bhi kya cheez hu diwar jani

isi pe to dil wil sab tera le liya

ha dilruba tune bura kya kiya

ha dilruba tune bura kya kiya

chori chupe kya kare tere najare

tadap tadap kaha talak ham bechare

chori chupe kya kare tere najare

kaha talak ham bechare

phir kab jana ana hoga 

kuch to lekar jana hoga

age badho miya mujhe samjha hai kya

haye kya cheez ho dilwar jani

isi pe to dil wil sab mera le liya

hat diwane maine bura kya kiya

hat diwane maine bura kya kiya

kholo dil ka panna pata chale to ek bar

nam tera mera kaha likha hai yar

kholo dil ka panna pata chale to ek bar

nam tera mera kaha likha hai yar

mai to janu jab tu aya

tujhko dekha tujhko paya

jise chaho mile nahi aisa bhi kya

kabhi kabhi aag hu kabhi kabhi pani

hat diwane maine bura kya kiya

ha dilruba tune bura kya kiya

hat diwane maine bura kya kiya

ha dilruba tune bura kya kiya

Explore this song