Roman script

kabhi neki bhi uske jee main 

agar aa jaye hai mujhse 

kabhi neki bhi uske jee main 

agar aa jaye hai mujhse 

jafaye karke apni yaad

sharma jaye hai mujhese 

jafaye karke apni yaad 

sharma jaye hai mujhese 

sharma jaye hai mujhese 

khudaya zazbaye dil ki 

magar tasir ulti hai 

khudaya zazbaye dil ki 

magar tasir ulti hai 

ke jitna khichta hoon aur 

khichta jaye hai mujhse 

ke jitna khichta hoon aur 

khichta jaye hai mujhse 

ke jitana khichta hoon aur 

khichta jaye hai 

sambhalne de sambhalne de mujhe hai 

na umeede kya kayamat hai 

sabhalne de sabhalne de mujhe hai 

na umeede kya kayamat hai 

ke daamane khyal yaar 

chhuta jaye hai mujhse 

ke daamane khyal yaar 

chhuta jaye hai mujhse 

ke daamane khyal yaar 

chhuta jaye hai mujhse

ke daamane khyal yaar 

chhuta jaye hai 

kayamat hai ki howe 

muddai ka hum safar galib 

kayamat hai ki howe 

muddai ka hum safar galib 

wo kaphir jo khuda ko bhi 

na sopa jaye mujhse 

na sopa jaye mujhse 

wo kaphir jo khuda ko bhi 

na sopa jaye mujhse 

sopa jaye hai mujhse 

kabhi neki bhi uske jee main 

agar aa jaye mujhse 

jafaye karke apni yaad

sharma jaye hai mujhse 

sharma jaye hai mujhse

Explore this song