Roman script

kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
pyar toh ik imtehan hai    
pyar toh ik imtehan hai    
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
pyar toh ik imtehan hai    
pyar toh ik imtehan hai    
do dilon ki dosti todi nahi jaye
yeh lagi aisi hai jo chhod i nahi jaye  
do dilon ki dosti todi nahi jaye
yeh lagi aisi hai jo chhod i nahi jaye 
azad panchhi hum pinjare mein na rehna
udd jayenge ik din maanenge na kehna
apni toh iss pyar mein unchi udan hai
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
pyar toh ik imtehan hai    
pyar toh ik imtehan hai      
main teri kashti hu tu mera kinara hai
ishq me mujhko toh bas tera sahara hai
main teri kashti hu tu mera kinara hai
ishq me mujhko toh bas tera sahara hai  
darde mohabbat ka har dard seh lenge
bahon mein ji lenge palkon mein reh lenge
jhuti yeh dastan nahi sacha bayan hai
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
kabhi mushkil mein hai dil 
kabhi khatre mein jaan hai  
pyar toh ik imtehan hai    
pyar toh ik imtehan hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: S P Balasubramaniam, Sadhana Sargam