Roman script

kabhi mai na chaahu koi khushi, na mai chaahu ye jindagi 
mere dil me teri kami hai sanam har pal hai koi kadam 
har dil ki chaaht magan, dar dar ke gujare janam 
junglo aur samundaro me sami 
hai raahte jo mile na kabhi ye 
is hasee samay ki ye raahat samajh me aane lagi 
ban jaayegi ye khushi mil jaayegi ye khushi 
kitne samay gujar gaye bichhad gaye same 
ban jaayegi ye jamee 
kabhi mai chaahu sabke liye khul jaaye dil me chhupe 
chhote chhote gum ke gile 
ho kabhi mai chaahu tere liye, mai chaahu mere liye 
jo gaon sabke liye 
junglo aur samundaro me sami 
hai raahte jo mile na kabhi ye 
is hasee samay ki ye raahat samajh me aane lagi 
ban jaayegi ye khushi mil jaayegi ye khushi 
kitne samay gujar gaye bichhad gaye same 
ban jaayegi ye jamee 
ek samay ki aalishaa bhuchaal ki tarah
gaon me abhi abhi yahi hai 
mujhko mere khuda hamesha ye sada 
gaon jara yahi yahi ye hu 
deewana mai tera deewana tu mera, khamoshi hai yaha
is hasee samay ki ye raahat samajh me aane lagi 
ban jaayegi ye khushi mil jaayegi ye khushi 
kitne samay gujar gaye bichhad gaye same 
ban jaayegi ye jamee
is hasee samay ki ye raahat samajh me aane lagi 
ban jaayegi ye khushi mil jaayegi ye khushi 
kitne samay gujar gaye bichhad gaye same 
ban jaayegi ye jamee, ban jaayegi ye jamee

Song details

Song video

Watch on YouTube