Roman script

ho rasiya ho, rasiya ho

ho rasiya ho, rasiya ho

ho rasiya ho, rasiya ho

kabhi le chal tu jamuna ke paar re

ho rasiya ho, rasiya ho

kabhi le chal tu jamuna ke paar re

ho rasiya ho, rasiya ho

ho duniya ke dar se, dilo ki rahi dil me

dilo ki rahi dil me

ho duniya ke dar se, dilo ki rahi dil me

dilo ki rahi dil me

tu bhi mushkil me, main bhi mushkil me

tu bhi mushkil me, main bhi mushkil me

ho rasiya ho, rasiya ho

biti jaaye umariya humaar re

ho rasiya ho, rasiya ho

kabhi le chal tu jamuna ke paar re

ho rasiya ho, rasiya ho

aavo ke saiyaa main jaaun mari

ho main jaaun mari

aavo ke saiyaa main jaaun mari

ho main jaaun mari

jamuna paar chalo, baje baansuri

baje baansuri

jamuna paar chalo, baje baansuri

baje baansuri

mohe maaro na birha ki maar re

ho rasiya ho, rasiya ho

kabhi le chal tu jamuna ke paar re

ho rasiya ho, rasiya ho

ho khet rahenge jawani rahe na

ho jawani rahe na

ho khet rahenge jawani rahe na

ho jawani rahe na

aao bhi saiyaa koi ye kahe na

aao bhi saiyaa koi ye kahe na

ho rasiya ho, rasiya ho

tune jaani na laagi ki saare ve

ho rasiya ho, rasiya ho

kabhi le chal tu jamuna ke paar re

ho rasiya ho, rasiya ho

Explore this song