Roman script

kabhi khushiyo ke nagme hai kabhi gum ka tarana hai

yahi dasture duniya hai  yahi darde jamana hai 

samjh kuch bhi nahi aata bas itna hum samajhte hai

bahana fir hakikat hai hakikat bhi bahana hai

yahi dasture duniya hai yahi darde jamana hai

suno is jindagi ki dasta tumko sunate hai

hai dil me dard ka tufa labo ko muskurana hai

yahi dasture duniya hai yahi darde jamana hai

mai nahi majhi sahi lekin mujhe ulfat hai is dar se 

mujhe har ek kimat par tere ghar ko basana hai

yahi dasture duniya hai  yahi darde jamana hai

kabhi khushiyo ke nagme hai kabhi gum ka tarana hai

Explore this song