Roman script

kabhi kabhi sapna lagta hai 

kabhi kabhi sapna lagta hai 

kabhi ye sab apna lagta hai

tum samjha do man ko kya samjhau

kabhi kabhi sapna lagta hai 

kabhi ye sab apna lagta hai

tum samjha do man ko kya samjhau

kabhi kabhi sapna lagta hai 

mujhe agar baaho me bhar lo 

shyad tumko chain mile

mujhe agar baaho me bhar lo 

shyad tumko chain mile

chain to us din khoya maine 

jis din tumse nain mile

phir bhi ye accha lagta hai 

magar abhi sapna lagta hai 

tum samjha do man ko kya samjhau

kabhi kabhi sapna lagta hai 

chehre par hai aur ek chehra

kaise nain hatau

mera sach agar tum apna lo

janam janam tar jaau 

aise sab accha lagta hai 

sabka ka sab sapna lagta hai 

tum samjha do man ko kya samjhau

kabhi kabhi sapna lagta hai 

kabhi ye sab apna lagta hai

tum samjha do man ko kya samjhau

kabhi kabhi sapna lagta hai 

kabhi ye sab apna lagta hai

tum samjha do man ko kya samjhau

kabhi kabhi sapna lagta hai

Explore this song