Roman script

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

kabhi ye sab apna lagtaa hai 

tum samajha do, man ko kya samajhaau 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

kabhi ye sab apna lagtaa hai 

tum samajha do, man ko kya samajhaau 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

mujhe agar baaho me bhar lo, shayad tumko chain mile

mujhe agar baaho me bhar lo, shayad tumko chain mile

chain to us din khoyaa maine, jis din tumse nain mile 

phir bhi ye achhaa lagtaa hai, magar abhi sapna lagtaa hai  

tum samajha do, man ko kya samajhaau 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

chehare pe hai, aur ek chehraa, kaise use hataau 

meraa sach gar tum apna lo, janam janam tar jaau 

aise sab achhaa lagtaa hai, sab ka sab sapna lagtaa hai 

tum samajha do, man ko kya samajhaau 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

kabhi ye sab apna lagtaa hai 

tum samajha do, man ko kya samajhaau 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai 

kabhi ye sab apna lagtaa hai 

tum samajha do, man ko kya samajhaau 

kabhi kabhi sapna lagtaa hai

Explore this song