Roman script

pehli najar, pehla milan

badhne lagi dil ki lagan

bole bina, rah na saku

tujhse magar, kah na saku

meri jaan kabhi tu sune

aankhein kya kehti hain

kabhi kabhi, pyar mein

thodi khushi, thoda gham

koi chale sang har kadam

kabhi kabhi, pyar mein

mana hai jo, manzil tujhe

de hi diya, jab dil tujhe

ye to yaqi, hai bas mujhe

paa lunga main, aakhir tujhe

meri jaan kabhi tu sune

aankhein kya kehti hain

kabhi kabhi, pyar mein

thodi khushi, thoda gham

koi chale sang har kadam

kabhi kabhi, pyar mein

hona tha jo, wo ho gaya

kuch pa liya, kuch kho gaya

meri jaan kabhi tu sune

aankhein kya kehti hain

kabhi kabhi, pyar mein

thodi khushi, thoda gham

koi chale sang har kadam

kabhi kabhi, pyar mein

thodi khushi, thoda gham

rahe humesha sath hum

kabhi kabhi, pyar mein

thodi khushi, thoda gham

koi chale sang har kadam

kabhi kabhi, pyar mein

kabhi kabhi

kabhi kabhi, pyar mein

Explore this song