Roman script

Kabhi kabhi mere dil mein, yeh sawaal aata hai

Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota?

Sorry yaar duniya bekaar, bina Son Of Sardaar

Son Of Sardar.. duniya bekar.. bina Son of Sardar

Batole.. means girl means

Kudiyan toh hoti par Punjabane na hoti

Duniya ki ladko ki aatma sohni kudiyon ko roti

Mirze na hote Raanjhe na hote toh kaun karta hai kudiyon ko pyaar

Sorry yaar duniya bekar bina Son Of Sardaar

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai

Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota?

Daaru ki dukaanon pe pad jaate taale

Murge bhi ghoomte ainvay sadko pe saale

Imagine duniya without sarso bina saag, bina butter, bina lassi, bina assi, bina tussi

Kaisi lagti duniya without color of Dastar

Sorry yaar duniya bekar bina Son of Sardar

Kabhi kabhi mere dil mein yeh sawaal aata hai

Ki agar duniya mein Sardaar na hote toh kya hota?

Haraamjaada, iss mein pyaar hai zyada

Saadi, twaadi, ehdi, yeh duniya ko hum ne sikhaayi

Iss kolavari di ki baari toh baad mein aayi

Gaaliyon ke bina yaar kaise dikhate pyaar

Sorry yaar duniya bekar bina Son of Sardaar

Kabhi kabhi mere dil mein yeh khayal aata hai

Yeh khayal zara baar baar aata hai

Kaun jalata thande seeno mein aag

Jeena hote Jallianwala Bagh

Bhagat toh hote par Bhagat Singh na hote

Je Guru na hote toh Guru Gobind Singh na hote

Je Sardaar na hote toh Bhangra kaise paate

Kaun laata rookhe chehron pe haase

Din toh hote par na lagte tyohaar

Duniya bekar bina Son of Sardaar

Paaji Sardaar par joke toh karna par joker mat samajhna

Kyunki Sardaar ke dastaar par haath uthaayega

Toh Sardaar utha dega

Explore this song