Roman script

kabhi kabhi mere dil mein ye sawaal aata hai

ki agar duniya mein sardaar na hote to kya hota

sorry yaar duniya bekaar bina son of sardar

son of sardar duniya bekar bina son of sardaar

batole means girl means

kudiyan to hoti par punjabane na hoti

duniya ki ladko ki aatma sohni kudiyo ko roti

mirze na hote ranjhe na hote to 

kaun karta hai kudiyo ko pyaar

sorry yaar duniya bekar bina son of sardaar

kabhi kabhi mere dil mein ye sawaal aata hai

ki agar duniya mein sardaar na hote to kya hota

daaru ki dukaano pe pad jaate taale

murge bhi ghumte aiwi sadko pe sale

imagine duniya without saro bina saag bina 

butter bina lassi bina assi bina tussi

kaisi lagti duniya without colour of dastar turban

sorry yaar duniya bekar bina son of sardar

kabhi kabhi mere dil mein ye sawal aata hai

ki agar duniya mein sardaar na hote to kya hota

haraamzaada is mein pyar hai zyada

saddi tohadi addi ye duniya ko hum ne sikhayi

is kolavari di ki baari to baad mein aayi

gaaliyo ke bina yaar kaise dikhate pyaar

sorry yaar duniya bekar bina son of sardar

kabhi kabhi mere dil mein ye khayal aata hai

ye khayal zara baar baar aata hai

kaun jalata thande seeno mein aag

jeena hote jallianwala baag

bhagat to hote par bhagat singh na hote

je guru na hote to guru gobind singh na hote

je sardaar na hote to bhangra kaise pate

kaun laata rookhe chehro pe hasse

din to hote par na lagte tyohar

duniya bekar bina son of sardaar

paji sardar par joke to karna par joker mat samajhna

kyunki sardaar ke dastar par haath uthayega

to sardar uthadega

Explore this song