Roman script

kabhi kabhi mere dil

kabhi kabhi mere dil 

khub maza aata hai 

jab ke dil ki kali jaati hai khil

kabhi kabhi mere dil

ye kahte hai do diwane 

rangin jawa afsane

kahte hai do diwane 

rangin jawa afsane

jhum ke jhum ke kuch 

kahti hai dhadkan

aur nazar jaati hai mil

kabhi kabhi mere dil

kabhi kabhi mere dil 

khub maza aata hai 

jab ke dil ki kali jaati hai khil

kabhi kabhi mere dil

hey kaali kaali raato me 

jab hath ho un hatho me 

kaali kaali raato me 

jab hath ho un hatho me 

naino me, naino me armaa ke 

deepak hote hai jhilmil jhilmil

kabhi kabhi mere dil

kabhi kabhi mere dil 

khub maza aata hai 

jab ke dil ki kali jaati hai khil

kabhi kabhi mere dil

hey chalte hai jab hilmil ke

behosh musafir dil ke

chalte hai jab hilmil ke

behosh musafir dil ke

chaar kadam, chaar kadam

chalne se pehle aa jati hai khud manjil

kabhi kabhi mere dil

kabhi kabhi mere dil 

khub maza aata hai 

jab ke dil ki kali jaati hai khil

kabhi kabhi mere dil

Explore this song